Humein Koi Gham Nahin Tha Lyrics

Are you looking for Humein Koi Gham Nahin Tha lyrics form movie Non ( Filmi )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Humein Koi Gham Nahin Tha sung by our favourite singer Mehdi Hassan. This awesome song written by Faiyyaz Hashmi and directed by un-known.


shaayar: faiyyaz hashmi
singer: mehdi hassan

hamein koi gham nahin tha, gham-e-aashiqi se pahale-2
na thi dushmani kisi se, teri dosti se pahale
hamein koi gham nahin tha, gham-e-aashiqi se pahale

hai ye meri bad_naseebi, tera kya qasur is mein-2
tere gham ne maar daala, mujhe zindagi se pahale

mera pyaar jal raha hai-2
are chaand aaj chhup ja-2
kabhi pyaar tha hamein bhi, teri chaandni se pahale

main kabhi na muskuraata, jo mujhe ye ilm hota-2
ke hazaaron gham milenge, mujhe ik khushi se pahale
na thi dushmani kisi se, teri dosti se pahale
hamen koi gham nahin tha, gham-e-aashiqi se pahale
----------------------------------------
(not included in audio file)
ye ajeeb imtehaan hai, ke tumhi ko bhulana hai
mile kab the is tarah ham, tumhen be-dili se pahale
*************************************
शायर; फ़ैय्याज़ हाश्मी
गायक; मेहदी हसन

हमें कोई ग़म नहीं था, ग़म-ए-आशिक़ी से पहले-२
न थी दुश्मनी किसी से, तेरी दोस्ती से पहले
हमें कोई ग़म नहीं था, ग़म-ए-आशिक़ी से पहले

है ये मेरी बदनसीबी, तेरा क्या क़सूर इस में-२
तेरे ग़म ने मार डाला, मुझे ज़िन्दगी से पहले

मेरा प्यार जल रहा है-२
अरे चाँद आज छुप जा-२
कभी प्यार था हमें भी, तेरी चाँदनी से पहले

मैं कभी न मुस्कुराता, जो मुझे ये इल्म होता-२
के हज़ारों ग़म मिलेंगे, मुझे इक ख़ुशी से पहले
न थी दुश्मनी किसी से, तेरी दोस्ती से पहले
हमें कोई ग़म नहीं था, ग़म-ए-आशिक़ी से पहले
_ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _

[आखरी अशार गायकी में शामिल नहीं है]
ये अजीब इम्तेहाँ है, कि तुम्ही को भूलना है
मिले कब थे इस तरह हम, तुम्हें बेदिली से पहले
------------------------------------------------------
[submitted on 12-june-2011]


Humein Koi Gham Nahin Tha - Song Info.

Non ( Filmi )
Singer: Mehdi Hassan
Music Directors: un-known
Lyricists: Faiyyaz Hashmi
 Ghazals