Pighle neelam sa behta hua yeh samaan, neeli neeli si khamoshiyan, na kahin hai zameen na kahin aasmaan; sarsaraati huyi tehniyan pattiyan, keh rahi hai ki bas ek tum ho yahan; sirf main hoon meri saansein hai aur meri dhadkane, aisi gehraiyan, aisi tanhaiyan, aur main sirf main; apne hone pe mujhko yakeen aa gaya Farhan Akhtar ( Movie: Zindagi Na Milegi Dobara )
 Poem   Inspiration