Jaana Suno Hum Lyrics
Are you looking for Jaana Suno Hum lyrics form movie Khamoshi The Musical ( 1996 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jaana Suno Hum . This awesome song directed by Jatin-Lalit.
jaana suno hum tum pe marte hain
tumse mohabbat karte hain
chaahat meri haseen koi gunaah hai nahin
ye jo mohabbat hai
yehi to ibaadat hai
to phir aao pyaar mein jalayein dil
jalke bujh na paayein dil
hai apni manzil yahin pe
aa ab kahin na ja
tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
ki dil ka dil hai thikaana
jaana suno hum tum pe marte hain
tumse mohabbat karte hain
aao kuchh asie milein hum tumse
ki aaj khuda bhi hasn pade humpe
milein hum
milein hum
tumse
tumse
ki khuda
khuda
bhi hans de
hans de
to phir aao pyaar mein jalayein dil
jalke bujh na paayein dil
hai apni manzil yahin pe
aa ab kahin na ja
tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
ki dil ka dil hai thikaana
jaana suno hum tum pe marte hain
tumse mohabbat karte hain
ek duje mein hum yoon kho jayein
main hoon ki tum khud dhoondh na payein
do badan
do badan
yoon mile
yoon mile
ki pata
ki pata
na chale
na chale
to phir aao pyaar mein jalayein dil
jalke bujh na paayein dil
jalke bujh na paayein dil
pyaar mein jalayein dil
jalke bujh na paayein dil
jaana suno hum tum pe marte hain
tumse mohabbat karte hain
Jaana Suno Hum - Song Info.
Khamoshi The Musical ( 1996 )Singer:
Music Directors: Jatin-Lalit
Lyricists:
Random
Lyric By Movies
Lyric By Category