Aaj Main Upar Lyrics

Are you looking for Aaj Main Upar lyrics form movie Khamoshi The Musical ( 1996 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Aaj Main Upar . This awesome song directed by Jatin-Lalit.


aaj main oopar aasmaan neeche
aaj main aage zamaana hai peechhe
aaj main oopar aasmaan neeche
aaj main aage zamaana hai peechhe
tell me o khuda
ab main kya karoon
chaloon seedhi ki ulti chaloon

aaj main oopar aasmaan neeche
aaj main aage zamaana hai peechhe
tell me o khuda
ab main kya karoon
chaloon seedhi ki ulti chaloon
aaj main oopar aasmaan neeche

yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi
dole jab hawa laage gudugudi
yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi
dole jab hawa laage gudugudi
sambhaloon gir padoon
arre arre arre arre arre tauba kya karoon
chaloon seedhe ki ulti chaloon

aaj main oopar aasmaan neeche
aaj main aage zamaana hai peechhe
aaj main oopar aasmaan neeche
aaj main aage zamaana hai peechhe
tell me o khuda
ab main kya karoon
sar ke bal ya kadam se chaloon
aaj main oopar aasmaan neeche

jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan
dekhoon ye tarang rukti hai kahaan
jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan
dekhoon ye tarang rukti hai kahaan
main bhi ter sang
in lehron pe chaloon
sar ke bal ya kadam se chaloon

aaj main oopar aasmaan neeche
aaj main aage zamaana hai peechhe
aaj main oopar aasmaan neeche
aaj main aage zamaana hai peechhe
tell me o khuda
ab main kya karoon
chaloon seedhi ki ulti chaloon

lalalla...


Aaj Main Upar - Song Info.

Khamoshi The Musical ( 1996 )
Singer:
Music Directors: Jatin-Lalit
Lyricists:
 Happy