Door door tum rahe Lyrics

Are you looking for Door door tum rahe lyrics form movie Chalte Chalte ( 1976 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Door door tum rahe sung by our favourite singer Lata Mangeshkar. This awesome song written by Amit Khanna and directed by Bappi Lahiri.


door door tum rahe, pukarte hum rahe
aaj ki raat tum jao na
aakar bahhon mein, samakar aho^n mein
ab yu^n nazar ko churao na (2)

door door tum rahe, pukarte hum rahe
aaj ki raat tum jao na


aaj raat ko, husn ishq ho
phir bula raha hai
phir bula raha hai
aag paani mein, kis pyaar se,
phir mila raha hai,
phir mila raha hai
phirse woh pyaare bahar ke din aaj tum le aao na

door door tum rahe, pukarte hum rahe
aaj ki raat tum jao na
akar bahho^n main, samakar aho^n mein
ab yu^n nazar ko churao na

door door tum rahe, pukarte hum rahe
aaj ki raat tum jao na

ummmm...mmmmm
chalte chalte kahin, bich raah mein,
kho gaye the tum,
kho gaye the tum,

pyaar mein kho kar, hamare hi ho kar,
ho gaye the gum,
ho gaye the gum
pyaasi tumhari kabse hu^n mein ab tum tarsao na

door door tum rahe, pukarte hum rahe
aaj ki raat tum jao na
akar bahhon main, samakar ahoon main
ab yu^n nazar ko churao na

door door tum rahe, pukarte hum rahe
aaj ki raat tum jao na


Door door tum rahe - Song Info.

Chalte Chalte ( 1976 )
Singer: Lata Mangeshkar
Music Directors: Bappi Lahiri
Lyricists: Amit Khanna
 Sensual