Mitra Lyrics

Are you looking for Mitra lyrics form movie Band Baaja Baaraat ( 2010 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Mitra sung by our favourite singer Amitabh Bhattacharya, Salim Merchant. This awesome song written by Amitabh Bhattacharya and directed by Salim Merchant, Sulaiman Merchant.


raaston mein kho gaya hai mitra
ajnabi kyon ho gaya hai mitra,mitra

kuchh to kami hai saawan
saawan sa kyon na laage mitra,mitra
shaamo sehar kyon mann ka
aangan yeh soona laage mitra,mitra

dhoop leke jo gaya hai mitra
ajnabi kyon ho gaya hai mitra

yaara haaye yaara
kaise jane yaara bichhda
yaara haaye yaara
sang chain saara bichhda

dil ke taaron mein, kyon hazaaron mein
dard jaage hain
humne baandhe jo,reshmi saare
toote dhaage hain

birha ko yeh harjaana hai
humko adaa kar jaana hai
sirf yaadon ka taana baana hai
kya chhupaana hai

haale dil jo ho gaya hai mitra,mitra
ajnabi kyon ho gaya hai mitra,mitra
kuchh to kami hai saawan
saawan sa kyon na laage mitra,mitra
shaamo sehar kyon mann ka
aangan yeh soona laage mitra,mitra

dhoop leke jo gaya hai mitra
ajnabi kyon ho gaya hai mitra

yaara haaye yaara
kaise jane yaara bichhda
yaara haaye yaara
sang chain saara bichhda


Mitra - Song Info.

Band Baaja Baaraat ( 2010 )
Singer: Amitabh Bhattacharya, Salim Merchant
Music Directors: Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Lyricists: Amitabh Bhattacharya
 Love Song