Aadha Ishq Lyrics

Are you looking for Aadha Ishq lyrics form movie Band Baaja Baaraat ( 2010 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Aadha Ishq sung by our favourite singer Shreya Ghoshal. This awesome song written by Amitabh Bhattacharya and directed by Salim Suleman.


namkin si baat hain
har nayi si baat mein
teri khusboo
chal rahi
hai jo mere saath mein

halka halka rang
beete kal ka
gehra gehra kal ho jayega
ho jayega
aadha ishq aadha hai
aadha ho jayega
kadmo se milo ka
vada ho jayega

aadha ishq aadha hai
aadha ho jayega
kadmo se milo ka
vada ho jayega

beshumar raatein
behisab baatein
pass aate aate gum ho jati hai

bekhudi mein dhal ke
bekali mein jal ke
sau naazare yaadein
nam ho jati hai
fika fika pal betein kal ka
behka behka kal ho jayega

ho jayega
aadha ishq aadha hai
aadha ho jayega
kadmo se milo ka
vada ho jayega

aadha ishq aadha hai
aadha ho jayega
kadmo se milo ka
vada ho jayega


adha ishq...


intezzaar sa hai
imtehaan sa hai
itminaan sa hai
kya hai na jane

itraa rahi hai
itna hui hai
itraa rahi hai
kaise na jane

chalka chalka
pal beete kal ka
tehra tehra kal ho jayega
ho jayega

aadha ishq aadha hai
aadha ho jayega
kadmo se milo ka
vada ho jayega

aadha ishq aadha hai
aadha ho jayega
kadmo se milo ka
vada ho jayega

adha ishq


Aadha Ishq - Song Info.

Band Baaja Baaraat ( 2010 )
Singer: Shreya Ghoshal
Music Directors: Salim Suleman
Lyricists: Amitabh Bhattacharya
 Love Song