Jadoo Jaadoo Lyrics

Are you looking for Jadoo Jaadoo lyrics form movie Koi Mil Gaya ( 2003 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jadoo Jaadoo sung by our favourite singer Alka Yagnik, Udit Narayan. This awesome song written by Ibrahim Ashq and directed by Rajesh Roshan.


jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo 2

aaj dharti se gagan kaa 2
phoolon se chaman kaa, ghataaon se pavan kaa, ho rahaa milan
jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
aaj dharti se gagan kaa 2
phoolon se chaman kaa, ghataaon se pavan kaa, ho rahaa milan
jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo

yeh kaisaa hai tamaashaa, nayee pyaar ki hai bhaashaa
ab koi nahin hai niraashaa
yeh kaisaa hai tamaashaa, nayeepyaar ki hai bhaashaa
ab koi nahin hai niraashaa
chup hain ham bhi, chup ho tum bhi
hote hain saval baaten phir bhi
arrey kaisaa re huaa ye ajoobaa
jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo

jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
tumhen aankhon mein basaayaa, tumhen dil mein bithaayaa
tumse na lenge kiraayaa
tumhen aankhon mein basaayaa, tumhen dil mein bithaayaa
koi tumse na lenge kiraayaa
tum jo hamse milne aaye
hamne sapne naye sajaaye
ab kar lo nibhaane kaa vaadaa
jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
aaj dharti se gagan kaa -2
phoolon se chaman kaa, ghataaon se pavan kaa, ho rahaa milan
jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
jaadoo


Jadoo Jaadoo - Song Info.

Koi Mil Gaya ( 2003 )
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Directors: Rajesh Roshan
Lyricists: Ibrahim Ashq
 Happy