In Panchhiyon Lyrics
Are you looking for In Panchhiyon lyrics form movie Koi Mil Gaya ( 2003 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song In Panchhiyon sung by our favourite singer Baby Sneha, Shaan. This awesome song written by Ibrahim Ashq and directed by Rajesh Roshan.
in panchhiyon ko dekh kar jaage hain ye armaan
dharti pe ham chalte hain par chhoo lenge aasmaan 2
yeh bataao zaraa, ham pankhon binaa, jaayenge kaise door vahaan
kuchh bhi ho saktaa hai, kuchh bhi ho jaayegaa, ham itne nahin naadaan
o ye bataao zaraa, ham pankhon binaa, jaayenge kaise door vahaan
kuchh bhi ho saktaa hai, kuchh bhi ho jaayegaa, ham itne nahin naadaan
in panchhiyon ko dekh kar jaage hain ye armaan
dharti pe ham chalte hain par chhoo lenge ( aasmaan ) -3
dekhte jaao tum, aisaa bhi ek din, ek din to zaroor aayegaa
hamse is duniyaa mein ek din har koi jab haath milaayegaa
dekhte jaao tum, aisaa bhi ek din, ek din to zaroor aayegaa
hamse is duniyaa mein ek din har koi jab haath milaayegaa
gale se lagaa legi tumko khushi, badal jaayegi ek din zindagi
ye kadmon mein chhup jaayegaa aasmaan
tum jaisaa koi bhi na hogaa yahaan
in panchhiyon ko dekh kar jaage hain ye armaan
dharti pe ham chalte hain par chhoo lenge aasmaan
In Panchhiyon - Song Info.
Koi Mil Gaya ( 2003 )Singer: Baby Sneha, Shaan
Music Directors: Rajesh Roshan
Lyricists: Ibrahim Ashq
Happy
Lyric By Movies
Lyric By Category