Jaana Maine Lyrics

Are you looking for Jaana Maine lyrics form movie Indian ( 2001 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jaana Maine sung by our favourite singer Abhijeet, Sadhana Sargam. This awesome song written by Anand Bakshi and directed by Anand Raj Anand.


jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
ay log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
jaana tujhe jaana to jaana maine yeh

dekh to nigahon se meri in nigahon mein
tera bas tera ek naam likha hain
hey mila ke nazar dekho dil mein utar kar dekho
chahat ka meri paigaam likha hain
suna yeh fasana to jaana maine yeh
suna yeh fasana to jaana maine yeh
oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
jaana tujhe jaana to jaana maine yeh

haal raha aisa to pyar mein tumhare
mera rab jaane kya haal hoga
ho jo bhi taqdeer hogi raanjhe ki heer hogi
sohni ka aashiq mahiwaal hoga
maana maine maana aaj jaana maine yeh
maana maine maana aaj jaana maine yeh
oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein


Jaana Maine - Song Info.

Indian ( 2001 )
Singer: Abhijeet, Sadhana Sargam
Music Directors: Anand Raj Anand
Lyricists: Anand Bakshi
 Love Song