Deewane Lyrics

Are you looking for Deewane lyrics form movie Indian ( 2001 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Deewane sung by our favourite singer Alka Yagnik, Shaan. This awesome song written by Anand Bakshi and directed by Anand Raj Anand.


deewana main na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsaana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jaane kab kaise dil mil gaya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewana tu na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsaana ban gaya

jadoo nigahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai
jadoo nigahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai
dil deewana tumhara vaada koi kar gaya hai
maine maana meri jaan maine maana
dil jo bola wohi kar diya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewana main na tha deewana ban gaya

dhadkane sun rahi hai dhadkano ki zubaan ko
dhadkane sun rahi hai dhadkano ki zubaan ko
aisa haseen ho nazara to kaise na armaan jawan ho
tere bin ek pal nahin jeena
maine yeh faisla kar liya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewana main na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsaana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jaane kab kaise dil mil gaya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewana main ho gaya


Deewane - Song Info.

Indian ( 2001 )
Singer: Alka Yagnik, Shaan
Music Directors: Anand Raj Anand
Lyricists: Anand Bakshi
 Happy