Ek Masoom Sa Chehra Male Lyrics

Are you looking for Ek Masoom Sa Chehra Male lyrics form movie Zinda Dil ( 2003 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Ek Masoom Sa Chehra Male . This awesome song directed by Nadeem-Shravan.


itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2
uspe rahe har pal meri -2, in aankhon kaa pahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2
itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2

dekh rahaa hoon chori chori, baandh rahaa hoon pyaar ki dori
sabse hasin ye, sabse suhaanaa, isne banaayaa mujhko deevaanaa
phoolon se bhi naazuk hai ye -2, saagar se bhi gahraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2

meri bechaini ko badaaye, armaanon mein pyaas jagaaye
ho.. in palkon mein isko chhupaa ke, qaid karoongaa dil mein basaa ke
jaaoongaa main iske ghar mein -2, baandh ke sar pe sahraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2
itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -3


Ek Masoom Sa Chehra Male - Song Info.

Zinda Dil ( 2003 )
Singer:
Music Directors: Nadeem-Shravan
Lyricists:
 Happy