Ek Masoom Sa Chehra Lyrics
Are you looking for Ek Masoom Sa Chehra lyrics form movie Zinda Dil ( 2003 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Ek Masoom Sa Chehra . This awesome song directed by Nadeem-Shravan.
itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2
uspe rahe har pal meri -2, in aankhon kaa pahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2
itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2
dekh rahaa hai chori chori, baandh rahaa hai pyaar ki dori
sabse hasin ye, sabse suhaanaa, isne banaayaa mujhko deevaanaa
phoolon se bhi naazuk hai ye -2, saagar se bhi gahraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2
meri bechaini ko badaaye, armaanon mein pyaas jagaaye
sooni meri maang sajaa ke, le jaa mujhko dulhan banaa ke
aa jaa ik din mere ghar mein -2, sar pe baandh ke sehraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2
itnaa mujhe pyaaraa lage a: itnaa mujhe pyaaraa lage
dil vahin jaa ke thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -3
Ek Masoom Sa Chehra - Song Info.
Zinda Dil ( 2003 )Singer:
Music Directors: Nadeem-Shravan
Lyricists:
Happy
Lyric By Movies
Lyric By Category