Aa Jaan-e-wafa Lyrics

Are you looking for Aa Jaan-e-wafa lyrics form movie Anarkali ( 1953 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Aa Jaan-e-wafa sung by our favourite singer Geeta Dutt. This awesome song written by Jan Nissar Akhtar and directed by C.Ramchandra.


wafa ki laaj rah jaaye gi aaja tere aane se e e e e e
mohabbat ki nazar neechi na ho jaaye zamaane se

aa jaan-e-wafa aa
-2
kehte hain kise pyar zamaane ko dikha de
duniya ki nazar ishq ke kadmon pe jhuka de
kadmon pe jhuka de
aa jaan-e-wafa aa
-2

aaja ye mera naaz uthana hi padega
jab pyar kiya hai to nibhaana hi padega
aa dil ke liye jaan ki baazi bhi laga de

duniya ki nazar ishq ke kadmon pe jhuka de
kadmon pe jhuka de
aa jaan-e-wafa aa
-2

aa pyaar ke toofaan mein lahara ke chala aa
har qaid ko har rasm ko thukara ke chala aa
aashiq hai to har cheez muhabbat pe luta de

duniya ki nazar ishq ke kadmon pe jhuka de
kadmon pe jhuka de
aa jaan-e-wafa aa
-2

deewaana mohabbat ka kahi dar ke ruka hai
darbaar mein shaahon ke kabhi ishq jhuka hai
kud ishq ke darbaar mein shaahon ko jhuka de
aa jaan-e-wafa aa
shaahon ko jhuka de
-2
aa jaan-e-wafa aa

[geeta dutt
:
anarkali : 1953 : c.ramchandra]


Aa Jaan-e-wafa - Song Info.

Anarkali ( 1953 )
Singer: Geeta Dutt
Music Directors: C.Ramchandra
Lyricists: Jan Nissar Akhtar
 Sad