Yeh zindagi usi ki hai Lyrics

Are you looking for Yeh zindagi usi ki hai lyrics form movie Anarkali ( 1953 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Yeh zindagi usi ki hai sung by our favourite singer Lata Mangeshkar. This awesome song written by Rajendra Krishan and directed by C. Ramchandra.


yeh zindagi usi ki hai
jo kisi ka ho gaya
pyaar hi me kho gaya
yeh zindagi usi ki hai

yeh bahaar yeh samaah
kehraha hai pyaar kar
kisi ki arzoo mein apne
dil ko bekarar kar

yeh zindagi hai bewafa
zindagi hai bewafa
loot pyaar ka mazaa

yeh zindagi

dhadak raha hai dil to kya
yeh dil ke dhadkanein na gin
phir kahaan yeh fursatein
phir kahaan yeh raat din

aa rahi hai ye samaah
aa rahi hai samaah
mastiyon mein doob ja

yeh zindagi

jo dil yahaan na mil sake
milenge us jahaan mein
khilenge hasraton ke phool
jo ke aasman mein

yeh zindagi chale gayi
yeh zindagi chale gayi
jo pyaar mein to kya hua


yeh zindagi

sunayegi yeh dasataan,
aaaa kshama mere mazaar ki,

sunayegi yeh dasataan,
aaaa kshama mere mazaar ki,

fiza me bhi khili rahi yeh kali anar ki


ise mazaar mat kaho
ise mazaar mat kaho
yeh mahal hai pyaar ka


yeh zindagi ki shaam aa
yeh zindagi ki shaam aa
tujhe gale lagaun mein
tujhi mein doob jaun mein
jahan ko bhool jaun mein

bas ek nazar mere sanam
alvida alvida
alvida alvida
alvida alvida


Yeh zindagi usi ki hai - Song Info.

Anarkali ( 1953 )
Singer: Lata Mangeshkar
Music Directors: C. Ramchandra
Lyricists: Rajendra Krishan
 Sad