Yahi toh kiya hai tum jaise mardon ne hum jaisi auraton ke saath; kabhi kook mein hi maar dala toh kabhi pehda hote hi; yeh kaisi ajeeb parampara hai tum logon ki; sab kuch tumhare naam ka; maang meri sindoor tumhare naam ka, gala mera mangalsutra tumhare naam ka, kalai meri chudiyan tumhare naam ki; yahan tak ki kook meri, khoon mera, doodh mera aur bacha tumhare naam ka; sab kuch tumhare naam ka; phir yeh batao aakhir tumhare paas kya hai mere naam ka? Vidya Balan ( Movie: Hamari Adhuri Kahani )
 Men   Women   Drama