Us upar waale ne hamare liye sab taykar chhoda hai; hamare hisse ke badal sirf humpar hi barsenge; hamare hisse ka suraj sirf humpar hi chamkega; hamare hisse ka sikka sirf hamare haq mein hi bemandi karega; yeh sab tay hai; par maaze ki baat toh yeh hai ki hum mein hi nahi pata hamara badal, hamara suraj, hamara sikka aakhir hai kahan; issi liye kehta hoon; hawa ka rukh modhte chal, mutthi mein kirane batoorte chal, sikke uchaalte chal; bina thakke, bina rukke; kyun ki sabki udaan tay hai Mithun Chakraborty ( Movie: Hawaizaada )
 Inspiration