Shraddha sirf bhagwan par rakhi ja sakti hai, yeh tumse kisne kaha bete?; woh toh apne mann ki bhavna hai; shraddha toh apni maa, baap, desh, apne log, apna kaam, kisi par bhi rakhi ja sakti hai; yeh wohi shraddha hai joh har insaan ko burre kaam karne se rokti hai; achche kaam karvane par majboor karti hai; jis din yeh shraddha nasht hui mann se; hum janwaron se zyada kuch nahi rahenge ( Movie: Ankush )
 Inspiration   Parents   Religion & God