Yeh kaisi khwahish, yeh kaisa ehsaas hai; joh waakif na tha kal tak woh har lamha ab mere pass hai; yeh kaunsa rang hai, yeh kiska sang hai, yeh kaisa saaz hai, yeh kiski awaaz hai; kyun neend ab pareshan si aati hai; kyun har saans mein uski khushboo utar jaati hai; tahruff toh abhi nahi hai usse phir har waqt kyun woh aas pass hai; yeh kaisi khwahish, yeh kaisa ehsaas hai Adhyayan Suman ( Movie: Heartless )
 Poem   Romance