Woh kehte hain kabhi aur, kabhi aur hota nahi; dil bhi toh nadan unke sivah kahin aur khota nahi; hum mangte hai ek saans, ek dhadkan, ek nigaah; woh kabhi aur de jaate hai; par yeh kambakht kabhi aur, kabhi aur hota nahi Kartik Tiwari ( Movie: Akaash Vani )
 Poem   Romance