Meri tarah hota agar khud par zara bharosa, toh kuch door tum bhi saath saath aate; rang meri aankhon ka baantte zara sa, toh kuch door tum bhi saath saath aate; nasha aasman ka joh choomta tumhe, hasratein tumhari naya janam paati; khud doosre janam mein meri udaan chhoone, kuch door tum bhi saath saath aate ( Movie: Udaan )
 Poem   Inspiration