Is tarah pyar ka izhaar nahi hota; joh do kadam saath chale woh yaar nahi hota; pyar karne waale kaaton pe chalte hai; joh aa jaye sholay toh sholon mein jalte hai; kyun tujhe mere pyar par aitbaar nahi hota; agar dilon mein sacha pyar nahi hota; toh yeh duniya nahi hoti, yeh sansar nahi hota Akshay Kumar ( Movie: Ek Rishtaa )
 Poem   Romance   World & Universe