Apni halat bayaan karoon kaise; yaad ka saanp dil ko dasta hai; aahatein goonjti hai kaano mein; meri aankhon mein koi basta hai; main tumhe dhoondne kahan jaaon; koi manzil na koi rasta hai; meri baahein tumhari manzil hai; dil musafir hai, pyar rasta hai; waqt aankhon mein tham gaya jaise; ek paal ek saal lagta hai; mere khwaabon ki saans toot na jaaye; aa bhi jaao ki aas toot na jaaye Shahrukh Khan ( Movie: Zamaana Deewana )
Motivational, Inspirational, Funny Quotes