[MOVIE DIALOGUES]
【MOVIE DIALOGUES】

  • Home
  • Movies
  • Stars
  • Quotes
  • Lyrics
  • Popular


Ameer ameer hota hai, gareeb gareeb; yeh zindagi ke sikke ke do alag alag pehlu hai joh kabhi ek doosre se mil nahi sakte; zameen aur aasmaan sirf shayar ke khayalon mein milte hai Om Shivpuri ( Movie: Dard )
 Drama

More - Dard Movie Dialogues

Rooh ko dard mila, dard ko aankhen na mili;  tujhko mehsoos kiya hai, tujhe dekha toh nahi;  dard ki raah se guzre toh zamana jaane;  aap ka mujhse, mera aap se rishta kya hai - Dard

Rooh ko dard mila, dard ko aankhen na mili; tujhko mehsoos kiya hai, tujhe dekha toh nahi; dard ki raah se guzre toh zamana jaane; aap ka mujhse, mera aap se rishta kya hai

Hema Malini ( Movie: Dard )

 Shayari   Romance
Ameer ameer hota hai, gareeb gareeb;  yeh zindagi ke sikke ke do alag alag pehlu hai joh kabhi ek doosre se mil nahi sakte;  zameen aur aasmaan sirf shayar ke khayalon mein milte hai - Dard

Ameer ameer hota hai, gareeb gareeb; yeh zindagi ke sikke ke do alag alag pehlu hai joh kabhi ek doosre se mil nahi sakte; zameen aur aasmaan sirf shayar ke khayalon mein milte hai

Om Shivpuri ( Movie: Dard )

 Drama
Pyar toh bhagwan ka vardaan hai aur paisa insaan ka banaya hua zehar;  zaada ho jaane par usse maar dalta hai - Dard

Pyar toh bhagwan ka vardaan hai aur paisa insaan ka banaya hua zehar; zaada ho jaane par usse maar dalta hai

Rajesh Khanna ( Movie: Dard )

 Money
Pyar paise se nahi khareeda ja sakta;  usse paane ke liye toh puja karni padti hai - Dard

Pyar paise se nahi khareeda ja sakta; usse paane ke liye toh puja karni padti hai

Rajesh Khanna ( Movie: Dard )

 Romance   Money
Duniya ki koi bhi sazaa khooni ko nahi badal sakti;  khooni hamesha khooni hi rehta hai - Dard

Duniya ki koi bhi sazaa khooni ko nahi badal sakti; khooni hamesha khooni hi rehta hai

Rajesh Khanna ( Movie: Dard )

 Thief & Criminal
Koi bhi insaan janam se bura nahi hota;  pyar ki kami, galat saathi aur bura mahool insaan ko gumrah kar dete hai - Dard

Koi bhi insaan janam se bura nahi hota; pyar ki kami, galat saathi aur bura mahool insaan ko gumrah kar dete hai

Unknown ( Movie: Dard )

 Drama
Yehi ache aadmi ki nishaani hai;  ke duniya chahe usse kaanton mein dhakel de;  woh wahan bhi phool hi khilata hai - Dard

Yehi ache aadmi ki nishaani hai; ke duniya chahe usse kaanton mein dhakel de; woh wahan bhi phool hi khilata hai

Unknown ( Movie: Dard )

 Inspiration   Flowers & Trees
Click To See More Dialogues
Famous Quotes Bollywood Songs Lyrics
Dialogue By Movies
Once Upon A Time In Mumbaai Do (99)
Heer Raanjha (49)
Betaaj Badshah (46)
Goliyon Ki Raasleela Ram-Leela (46)
Sholay (45)
Loha (44)
Once Upon A Time In Mumbaai (44)
Shaadi No. 1 (43)
Chashme Baddoor (2013) (35)
Marte Dam Tak (35)
Shootout At Wadala (33)
Son Of Sardaar (31)
View All Movies (A - Z)
Dialogue By Actors
Amitabh Bachchan (479)
Ajay Devgan (307)
Shahrukh Khan (307)
Akshay Kumar (288)
Govinda (239)
Salman Khan (223)
Sanjay Dutt (216)
Kader Khan (157)
Mithun Chakraborty (155)
Sunny Deol (152)
Anil Kapoor (144)
Paresh Rawal (143)
View All Actors (A - Z)
Like Our Facebook Page
Motivational, Inspirational, Funny Quotes
All Dialogues are property and copyright of their owners. Dialogues provided for educational purposes and personal use only.
For any query regarding this website please mail us at [email protected]