Tum police khareed sakte ho kuch hadh tak; malum hai yahan neta bikau hai, hukumat ki machiney bikau hai kuch hadh tak; tum kanoon aur insaaf tak ko khareed sakte ho kuch hadh tak; lekin yaad rakhna woh hadh mujhpar aakar khatam ho jaati hai; tum sab kuch khareed sakte ho lekin ek sache imaandar police officer ki imaandari nahi khareed sakte Vinod Khanna ( Movie: Dhaal )
 Truth & Honesty   Police   Government