Jag Ghoomeya Lyrics

Are you looking for Jag Ghoomeya lyrics form movie Sultan ( 2016 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jag Ghoomeya sung by our favourite singer Rahat Fateh Ali Khan. This awesome song written by Irshad Kamil and directed by Vishal Shekhar.


ooo o o
oo o o


na woh akhiyan roohani kahin
na woh chehra noorani kahin
kahin dil wali baatein bhi na
na woh sajri jawani kahin

jag ghoomeya
thaare jaisa na koi
jag ghoomeya
thaare jaisa na koi

na to rumaani kahin
na to khusboo suhani kahin
na wo ranglee adayein dekhin
na woh pyari si nadani kahin
jaisi tu hai vaisi rehna

jag ghoomeya
thaare jaisa na koi

jag ghoomeya
thaare jaisa na koi

jag ghoomeya
thaare jaisa na koi

baarishon ke mausamo ki
bheegi hariyali tu
sardiyon mein gaalon pe jo
aati hai woh lali tu

raaton ka sukoon

raaton ka sukoon bhi hai
subah ki azaan hai
chaahaton ki chaadaron mein
maine hai sambhali tu

kahin aag jaisi jalti hai
bane barkha ka pani kahin
kabhi maan jaana chupke se
yun hi apni chalani kahin
jaisi tu hai vaisi rehna

jag ghoomeya
thaare jaisa na koi

jag ghoomeya
thaare jaisa na koi

apne naseeboon mein yaa
honsle ki baaton mein
sukhon aur dukhon wali
saari saugaton mein

sang tujhe rakhna hai

sang tujhe rakhna hai
tune sang rehna
meri duniya mein bhi
mere jazbaaton mein

teri milti nishani kahin
jo hai sabko dikhani kahin
tu to jaanti hai marke bhi
mujhe aati hai nibhani kahin
woh hi karna hai jo hai kehna

jag ghoomeya
thaare jaisa na koi

jag ghoomeya
thaare jaisa na koi

jag ghoomeya
thaare jaisa na koi


Jag Ghoomeya - Song Info.

Sultan ( 2016 )
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Music Directors: Vishal Shekhar
Lyricists: Irshad Kamil
 Love Song