Meherbaan Lyrics

Are you looking for Meherbaan lyrics form movie Sarbjit‬ ( 2016 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Meherbaan . This awesome song written by A M Turaz and directed by Shail Pritesh.


sar se sajda
to sab karte hai
hum dilko jhuka
kar jayenge
rootah mukkadar
hi dar se
aaj manakar
jayenge

hum jo aye
bulaya hai tune
tera shukriya
toh phir karde khatam
yeh jo sarhad hai
humare darmiyaan

meharbaan
meharbaan
meharbaan
meharbaan

aaj yeh thaani hai
haan ji haan maine
aaj yeh thaani hai

ho tere darpe baha doon
aankh mein
jitna mere paani hai
ghamkhar tujhsa nahi hai
dekhli karke nadaniya

barso ke qaid lamhon mein tu
panaah toh hai azaadiyan

meri fitratein
hai gunaah karna
teri aadat hai maaf karna

meharbaan
meharbaan
meharbaan
meharbaan


ek anumaan sa
chala hai mujhme
teri khushbu
mein mehka hoon main

sargoshiyan si
mujh mein khoyi hai
parindo ki tarah yeh gaun main

sab aar paar dikhne laga hai
main ban gaya tera ayina
khud ka hi khudse yun ho gaya
hai har mod pe saamna

tere karam se mile sanam se
khushiyan kadmon thale
bishi padi hai

meharbaan
meharbaan
meharbaan
meharbaan
meharbaan


Meherbaan - Song Info.

Sarbjit‬ ( 2016 )
Singer:
Music Directors: Shail Pritesh
Lyricists: A M Turaz
 Love Song