Na Ye Zameen Thi Lyrics

Are you looking for Na Ye Zameen Thi lyrics form movie Sagaai ( 1966 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Na Ye Zameen Thi sung by our favourite singer Asha Bhonsle Mohammad Rafi. This awesome song written by Rajendra Krishan and directed by Ravi Shankar Sharma.


na yeh zameen thi
na aasmaan
tha
na chand taro ka hi nisha tha
magar yeh sach hai ke un dino bhi
tera mera pyar yu hi jawa tha
na yeh zameen thi
na aasmaan
tha
na chand taro ka hi nisha tha
magar yeh sach hai ke un dino bhi
tera mera pyar yu hi jawa tha
na yeh zameen thi
na aasmaan
tha

chale kaha se kaha pe aaye
khumar banke jaha pe chhaye
chale kaha se kaha pe aaye
khumar banke jaha pe chhaye
nibhai rasme vafa kuchh aise
mohabbato ke chaman khilaye
nibhai rasme vafa kuchh aise
mohabbato ke chaman khilaye
na kaise aasan hoti manjil
har ek arman naujawa tha

na yeh zameen thi
na aasmaan
tha
na chand taro ka hi nisha tha
magar yeh sach hai ke un dino bhi
tera mera pyar yu hi jawa tha
na yeh zameen thi
na aasmaan
tha

hami ne taro ko roshani di
hami ne phulo ko tajgi di
hami ne taro ko roshani di
hami ne phulo ko tajgi di
jidhar se gujare
jahan bhi thahre
har ek jarre ko zindagi di
kuch isme dil ki tadap thi shamil
kuda bhi kuchh
hum pe meharban tha

na yeh zameen thi
na aasmaan
tha
na chand taro ka hi nisha tha
magar yeh sach hai ke un dino bhi
tera mera pyar yu hi jawa tha
na yeh zameen thi
na aasmaan
tha

nazar mein phoolon bhari hai rahe
khushi se rangin hai nigahe
najar mein phulo bhari hai rahe
khushi se rangin hai nigahe
suno to kuchh kah rahi hai hamse
bahar faila ke apni baahe
idhar se gujroge ek din tum
nasib aisa mera kaha tha

na yeh zameen thi
na aasmaan
tha
na chand taro ka hi nisha tha
magar yeh sach hai ke un dino bhi
tera mera pyar yu hi jawa tha
na yeh zameen thi
na aasmaan
tha.


Na Ye Zameen Thi - Song Info.

Sagaai ( 1966 )
Singer: Asha Bhonsle Mohammad Rafi
Music Directors: Ravi Shankar Sharma
Lyricists: Rajendra Krishan
 Love Song