Main Rahon Ya Na Rahoon Lyrics
Are you looking for Main Rahon Ya Na Rahoon lyrics form movie Main Rahoon Ya Na Rahoon ( 2015 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Main Rahon Ya Na Rahoon sung by our favourite singer Armaan Mallik. This awesome song written by Rashmi Virag and directed by Amaal Mallik.
main rahon yaa naa rahon
tum mujh mein kahin baki rehna
mujhe neend aaye jo akhri
tum khawbon mein aate rehna
bas itna hai tumse khena
bas itna hai tumse khena
bas itna hai tumse khena
main rahon yaa naa rahon
tum mujh mein kahin baki rehna
kisi roj barish jo aaye
samajh lena boondon mein
main hoon
subah dhoop tumko sataye
samajh lena kirano mein main hoon
kisi roj barish jo aaye
samajh lena boondon mein
main hoon
subah dhoop tumko sataye
samajh lena kirano mein main hoon
kuch kahun ya naa kahun
tum mujhko sada sunte rehna
bas itna hai tumse khena
bas itna hai tumse khena
bas itna hai tumse khena
hawaon mein lipta hua mein
guzar jaunga tumko chu ke
agar maan ho to rok lena
tehar jaunga inn labon pe
hawaon mein lipta hua mein
guzar jaunga tumko chu ke
agar maan ho to rok lena
tehar jaunga inn labon pe
main dikhun ya na dikhun
tum mujko mahsoos karna
bas itna hai tumse khena
bas itna hai tumse khena
bas itna hai tumse khena
bas itna hai tumse khena
bas itna hai tumse khena
bas itna hai tumse khena
main rahon yaa naa rahon
tum mujh mein kahin baki rehna
Main Rahon Ya Na Rahoon - Song Info.
Main Rahoon Ya Na Rahoon ( 2015 )Singer: Armaan Mallik
Music Directors: Amaal Mallik
Lyricists: Rashmi Virag
Love Song
Lyric By Movies
Lyric By Category