Vande Mataram Lyrics

Are you looking for Vande Mataram lyrics form movie ABCD 2 ( 2015 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Vande Mataram sung by our favourite singer Badshah, Daler Mehndi, Divya Kumar, Tanishka Sanghvi. This awesome song written by Badshah, Rimi Nique and directed by Sachin Jigar.


ek tera naam
hai saacha

ho
ek tera naam
hai saacha
mann mein
aan baacha
bas naam
tera maa ho

ek pehchan
meri tu hi
jind jaan tu hi
jahan mera maa

ho
tujh pe
vaar na
sau waari
jaan main
tujh pe
vaar na
sau waari
jaan main
tere qurbaan
meri maa

vande mataram
vande mataram
vande mataram
vande mataram


aa gayi ghadi hai
dekho sabse badi
mujhse bas
do kadam pe
dekho jeet khadi
haan mujhe kab se
intezaar tha
aaj ki shaam ka
ab dekho kya karta hai
yeh banda
hindustan ka
jo kisi ke bhi
aage jhuka nahi
haan main
hoon uss desh ka
tu baith ke le nazara
scrabble aur base ka

seedha chaloon,
ya chaloon
dhaai dhaai
chaal main
khel mera hoga ye
dekh lambi race ka

mitti ka karz hai
main mar ke
bhi chukaunga
tujhe mitti
kar doonga
ya phir main
mitti mein
mill jaunga
jo bhi kaha tha
wo main karke
dikhaunga
india se hoon
khaali haath
nahi jaaunga

main jam ke
pakad jhaad doonga
tujhko main
ukhaad doonga
jahan se tu
aaya hai na
wahin tujhe
gaad doonga
teri hi zameen pe aaj
tujhe hi
pachhaad doonga
jhanda india ka
bete gaad doonga

jeetoon ya haaroon
mujhe koi parwah nahi
tumko main dikhaaun
mujhe koi parwah nahi
maa hi mera rab hai meri
maa hi mera peer meri
maa ke pairon ke alawaa
koi dargah nahi

naachunga naachunga
mujhko fitoor hai
naachunga naachunga
dil majboor hai
aaj ki shaam meri
maa ke hai naam
meri maa mujhe dekhegi
naachna zaroor hai
jeetoon ya haaroon mujhe
naachna zaroor hai

meri maa mujhe dekhegi
naachna zaroor hai
naachna zaroor hai
mujhe naachna zaroor hai

maa meri mujhe dekhegi
naachna zaroor hai

rang kesar
soora waaliya
rang sabz khili
phool kaariya
ho rang teenon
jaan se pyaaryaan
rang teenon
jaan se pyaaryaan

rang meri maayi ka
rang sachchai ka
har achchai ka hai maa

rang teri reet ka
rang teri preet ka
rang teri jeet ka hi
chhaaye chhaaye

kaise main
chupawaan tera ehsaan
maayi teri
chunariya lehraaye

jab tak mujh
mein hai zara si jaan
maayi teri
chunariya lehraaye

ek tera naam
hai saacha ho

vande mataram
vande mataram
vande mataram
vande mataram

sujalam suphalam
malayaj sheetlam
sasyashyaamalam
mataram vande

sujalaam suphalam
malayaj sheetlam
sasyashyaamalaam
mataram vande



shubhrajyotsna
pulakitayaaminim
pulakusumita
drumadala shobhinim
suhasinim
sumadhura bhaashhinim


Vande Mataram - Song Info.

ABCD 2 ( 2015 )
Singer: Badshah, Daler Mehndi, Divya Kumar, Tanishka Sanghvi
Music Directors: Sachin Jigar
Lyricists: Badshah, Rimi Nique
 Patriotic