Tip Tip Barsaa Paani Lyrics

Are you looking for Tip Tip Barsaa Paani lyrics form movie Mohra ( 1994 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Tip Tip Barsaa Paani sung by our favourite singer Alka Yagnik Udit Narayan. This awesome song written by Anand Bakshi and directed by Viju Shah.


tip tip barsaa paani
tip tip barsaa paani
paani ne aag lagaayi
aag lagi dil mein to
dil ko teri yaad aayi

teri yaad aayi to
jal uthaa mera bheega badan
ab tum hi batao sajan
main kya karu

naam tera mere
labon pe aayaa tha
naam tera mere
labon pe aayaa tha

ho maine bahaane
se tumhe bulaaya tha
jhoom kar aa gayaa
saavan main kya karu

tip tip barsaa paani
paani ne aag lagaayi
aag lagi dil mein to
dil ko teri yaad aayi
teri yaad aayi to

jal uthaa
mera bheega badan
ab tum hi batao sajan
main kya karu

duubaa dariyaa mein
khadaa main saahil par
duubaa dariyaa mein
khadaa main saahil par

tu bijali bankar
giri mere dil par
chali aaisi yeh paagal
pavan main kya karu

tip tip barsaa paani
paani ne aag lagaayi
aag lagi dil mein
jo toh dil ko teri yaad aayi
teri yaad aayi to chha gaya

mujhpe deewanapan
mere bas mein nahi
mera mann main kya karu


Tip Tip Barsaa Paani - Song Info.

Mohra ( 1994 )
Singer: Alka Yagnik Udit Narayan
Music Directors: Viju Shah
Lyricists: Anand Bakshi
 Rain