Aawara Aawara Lyrics

Are you looking for Aawara Aawara lyrics form movie Alone ( 2015 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Aawara Aawara sung by our favourite singer Mithoon. This awesome song written by Mithoon and directed by Md.Irfan.


phir se wohin
dil le aaya mujhe
hai bas jahan
tere meri waffa

kehta hai yeh
ishq ki raah se
phir ek dafa
hum guzar le zara

pass laya tere
yun sataya mujhe
phir tere liye
majboor kiya
majboor kiya

ho
aawara aawara aawara
aawara aawara aawara
dil aawaraa hua

aawara aawara aawara
aawara aawara aawara
dil aawaraa hua


kabhi pheli baarish mein
yeh khawaishe
jagaye
kabhi ismein chal rahi
dhadkan ko badhayen
fitrat si besabar
bas tujhko bulayen
doori ka jo aalam ho
to
khob rulayen

phir kitni bhi koshish
kar lun dil sambhal naa paaye

pass laya tere
yun sataya mujhe
phir tere liye
majboor kiya
majboor kiya

ho
aawara aawara aawara
aawara aawara aawara
dil aawaraa hua

aawara aawara aawara
aawara aawara aawara
dil aawaraa hua


chal phir unn galiyon main
kahin hum kho jaye

jahan chalti thi mohabbat
ki taza hawaayein

wahan phir se ajnabi
kyun naa ho jayen
phir se ek duje ko
aa chal milwayen

tujhe mil ke awargi ka
mausam phir aaye

pass laya tere
yun sataya mujhe
phir tere liye
majboor kiya
majboor kiya

ho
aawara aawara aawara
aawara aawara aawara
dil aawaraa hua

aawara aawara aawara
aawara aawara aawara
dil aawaraa hua


Aawara Aawara - Song Info.

Alone ( 2015 )
Singer: Mithoon
Music Directors: Md.Irfan
Lyricists: Mithoon
 Sad