Saanson Ko Lyrics

Are you looking for Saanson Ko lyrics form movie Zid ( 2014 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Saanson Ko sung by our favourite singer Arijit Singh. This awesome song written by Owais Bhat, Shakeel and directed by Sharib-Toshi.


saanson ko jeene ka ishaara mill gaya
dooba main tujhme to kinara mill gaya

saanson ko jeene ka ishara mil gaya
zindagi ka pata dobara mil gaya
tu mila to khuda ka sahaara mill gaya
tu mila to khuda ka sahaara mill gaya

ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

aaram de tu mujhe, barson ka hun main thaka
palkon pe ratein liye, tere waste main jaga (x2)

mere har dard ki gehrai ko
mehsoos karta hai tu
teri aankhon se gham tera mujhe
maaloom hone laga

tu mila to khuda ka sahaara mill gaya
tu mila to khuda ka sahaara mill gaya

main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara (x2)

juda jab se hua tere bina
khamosh rehta hoon me
labon ke paas aa
ab tu aawaaz bann ja zara

tu mila to khuda ka sahara mill gaya
tu mila to khuda ka sahara mill gaya

ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada


Saanson Ko - Song Info.

Zid ( 2014 )
Singer: Arijit Singh
Music Directors: Sharib-Toshi
Lyricists: Owais Bhat, Shakeel
 Sad