Gallan Goodiyaan Lyrics

Are you looking for Gallan Goodiyaan lyrics form movie Dil Dhadakne Do ( 2015 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Gallan Goodiyaan sung by our favourite singer Yashita Sharma, Manish Kumar Tipu, Farhan Akhtar, Shankar Mahadevan, Sukhwinder Singh. This awesome song written by Javed Akhtar and directed by Shankar Ehsaan & loy.


main daalun
taal pe bhangra
tu bhi gidda paa le
chal aisa rang
jamaa de hum
ke banein
sabhi matwaale

mann kahe ki
main le aaun
chaand aur
taare saare
inn haathon
par main chaand rakhun
iss maang mein
bhar doon taare

hello
hello!
tu floor pe
kab hai aayi
yeh lo,
yeh lo,
badi solid masti chhaayi

hello! hello!
too much hai tumnein lagayi
yeh lo,
yeh lo,
control karo
mere bhai

dhak-dhak
dhak-dhak
dhadke ye dil
chhan chhan bole
amritsari choodiyan
raat badi hai mastaani
koi dilbar jaani
kar le gallan goodiyaan

chana chanak tera
pahana dooka makanaka
chana chanak tera
kana dooka maka
main kabootar
faseya ki hor koi
fase hi na
haaye fase hi na
fase hi na
haaye fase hi na

chana chanak tera
kana dooka makanaka
main toh chana chanak tera
kana dooka makanaka

chana chanak tera
kana dooka makanaka
main toh chana chanak tera
kana dooka makanaka

main kabootar faseya ki
hor koi fasein hi naa
main kabootar faseya ki
hor koi fase hi naa
main kabootar faseya ki
hor koi fasein hi naa

ye baat na maine jaani
kyun itni
khush hai diwaani
tu mujhko aisi kahaani
samjha de,
samjha de

ye baat hai
sabne chaahi
mile janmon
ka humraahi
yahaan huaa
hai kuch aisa hi
samjhe na
samjhe na o ho

ab main jaana
keh rahi ho
kya fasaana ho ho
pyaar karne
se bhi mushqil
hai nibhaana ho ho

hello
hello
don't mind
mera hai kehna
yeh lo
yeh lo
zara mere
touch mein rehna

dhak-dhak
dhak-dhak dhadke ye dil
chhan chhan bole
amritsari choodiyan
raat badi hai
mastaani
koi dilbar jaani
kar le gallan goodiyaan

raat badi
hai mastaani ee

o marjaana oye


Gallan Goodiyaan - Song Info.

Dil Dhadakne Do ( 2015 )
Singer: Yashita Sharma, Manish Kumar Tipu, Farhan Akhtar, Shankar Mahadevan, Sukhwinder Singh
Music Directors: Shankar Ehsaan & loy
Lyricists: Javed Akhtar
 Marriage