Hum Hain Bihari Lyrics

Are you looking for Hum Hain Bihari lyrics form movie Hum Hain Bihari ( 2014 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Hum Hain Bihari sung by our favourite singer Aamir Ali Sultan. This awesome song written by Aamir Ali Sultan and directed by Aamir Ali Sultan.


bihar ki dharti ko mera salaaammm....
mera naammmmm
aamir ali sultan

dildar hain ham...damdar hain hum..
tez dhar ki talwar hain ham...
bindas bhi ham..bebaak bhi ham..
karte dilon pe raaj bhi ham..

khaabon ko karatey, aasmano ki sawari..
ham hain bihari (4)

ham hain bihari..ho ooo

1st antara:
kacche gharon mei, pakke iraadey,,
ham hain banatey...ham hain banatey,,

aasmano ki ye duriyan , ham hain ghatatey, ham hain ghatatey,,

khud b badhen aur desh ko badhaen, dil ki baaton ko dil me naa chupaen,,,

yahi baat apni, hai sabpe bhari....

ham hain bihari (4)

music part...

2nd antara...

buddh gyan ka prakash hai hamme,
nalanda ka bhi hai maan..
arey nalanda ka bhi hai maan...

ang desh hai dharti meri, yahan ke resham ka hai naam, yahan ke resham ka hai naam..

pehla rashtrapati hamse hi aaye,
seene pe ashok chakra lehraaye,,,,
naa ham sau pe bhari..ham hai pyar k pujari...

ham hain bihari(4)

dildar hain ham....sawari...ham hain bihari


Hum Hain Bihari - Song Info.

Hum Hain Bihari ( 2014 )
Singer: Aamir Ali Sultan
Music Directors: Aamir Ali Sultan
Lyricists: Aamir Ali Sultan
 Patriotic