Maaloom Lyrics

Are you looking for Maaloom lyrics form movie Lekar Hum Deewana Dil ( 2014 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Maaloom sung by our favourite singer Hriday Gattani, Jonita Gandhi. This awesome song written by Amitabh Bhattacharya and directed by A.R. Rahman.


oo oo.. oo oo..

paisa vaisa kya pata
kaun kaisa kya pata
zinda hoon aaj main
iss se zyada kya pata

mera toh zamaane se
lena dena hi nahin
yaara gustakhi maaf
itna hi maaloom..
jispe bhi tu sath ho
bas itna hi maaloom
yaqeen hai wahin hai
meri manzil ka raasta..
meri manzil ka raasta..

oooh ooh ooh...
meri manzil ka raasta..
meri manzil ka raasta..

oooh ooh ooh...
taare kaise bhala
hain todte kya pata
taare mil bhi gaye toh
tu karegi bhi kya

main gair maamooli kartab dikha karke
saabit karun bol kya ?
kya hai tu mere liye seedhe saade se
lafzon mein sun le zara

ha ha ha...
la la la aa...

kasmein kya pata
reet rasmein kya pata
sachche pyaar ki
kismein-vismein kya pata

mera toh zamaane se
lena dena hi nahin
yaara gustakhi maaf
itna hi maloom..
jispe bhi tu sath ho
bas itna hi maaloom
yaqeen hai wahin hai
meri manzil ka raasta..
manzil ka raasta..


Maaloom - Song Info.

Lekar Hum Deewana Dil ( 2014 )
Singer: Hriday Gattani, Jonita Gandhi
Music Directors: A.R. Rahman
Lyricists: Amitabh Bhattacharya
 Love Song