Aaya Mausam Dosti Ka Lyrics

Are you looking for Aaya Mausam Dosti Ka lyrics form movie Maine Pyar Kiya ( 1989 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Aaya Mausam Dosti Ka . This awesome song directed by Ram Laxman.


prem:
tum ladki ho, main ladka hoon
tum aai to, sach kahta hoon
aaya mausam dosti ka
suman:
main ladki hoon, tum ladke ho
yuh lagta hai, jab milte ho
aaya mausam dosti ka
prem:
jaane kyu lagta hai
meri tumhari pehle se pehchaan hai
suman:
tum maan itna
jo de rahe ho
mujhpe yeh ehsaan hai
prem:
ehsaanon ki baatein chodo
aao humse naata jodo
both:
aaya mausam dosti ka
gulabiya:
main ka jaanu ka cheez hove hai pyar
karajva pe laagi nazar ki katar
manohar:
ari deewani, na kar naadani
teri baatein hain, badi toofani
nahin yeh mausam dillagi ka
nahin yeh mausam khud khushi ka
suman:
rishta nahin hai, dono ko phir bhi,
baandhe koi dor hai
prem:
is dosti ko, kya naam de hum,
yeh baat kuch aur hai
suman:
deewana pan, dil ki dhadkan keh sakte ho
both:
aaya mausam dosti ka


Aaya Mausam Dosti Ka - Song Info.

Maine Pyar Kiya ( 1989 )
Singer:
Music Directors: Ram Laxman
Lyricists:
 Happy