Tere Bin Ho Na Sakega Guzaara Lyrics

Are you looking for Tere Bin Ho Na Sakega Guzaara lyrics form movie Paranthe Wali Gayi ( 2013 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Tere Bin Ho Na Sakega Guzaara sung by our favourite singer K.K. This awesome song written by Vipin Mishra and directed by Vasundhara Das.


tere bin ho na sakega guzaara..
mill bhi gaye toh bhi tay hai kinaara..
na doori..
na nazdeeki..
na doori..
na nazdeeki..
hai agar..
tujhse judaa hona kismat meri..
hai agar..
tanhaaiyaan hi sohbat meri..
toh lo ho gaye...
judaa tujhse..
khafaa khud se..
ab na milenge tujhe hum kabhi..
ab na milenge..
tujhe hum kabhi..
hum kabhi..
hum kabhi...
dhoop mein..
yunn hi main jalta tha..
firta main rehta tha.. darrbadarr...
tu milaa..
ishq ki chhaanv mein..
mujhko panaah mili.. kuchh pehar..
sukoon yunn milaa..
ki lagne lagaa..
tu hai woh duaa..
badhke milega mujhe rab yahin..
badhke milega mujhe rab yahin..
rab yahin..
rab yahin..
oh.. yeah.. yeah yeah yeah..
oh.. yeah.. yeah yeah yeah..
oh.. yeah.. yeah yeah yeah..
oh.. yeah.. ohh aa aa aa..
tu subaah..
andheri raaton ke..
baad ki pehli fazar..
tu junoon..
dil mein chhupa tha jo..
khul ke woh aaya hai nazar..
kismat se gilaa..
nahi ab rahaa..
falak mill gayaa..
dil ko mili hai dhadkan abhi...
dil ko.. mili hai dhadkan abhi...
dhadkan abhi..
tere bin ho na sakega guzaara..
mill bhi gaye toh bhi tay hai kinaara..
na doori..
na nazdeeki..
na doori..
na nazdeeki..
o.....
o........
o...........


Tere Bin Ho Na Sakega Guzaara - Song Info.

Paranthe Wali Gayi ( 2013 )
Singer: K.K
Music Directors: Vasundhara Das
Lyricists: Vipin Mishra
 Sad