Banjaara Lyrics

Are you looking for Banjaara lyrics form movie Ek Villain ( 2014 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Banjaara sung by our favourite singer Mohd. Irfan. This awesome song written by Mithoon and directed by Mithoon.


jise zindagi dhoondh rahi hai
kya yeh woh mukaam mera hai
yahan chain se bas ruk jaun
kyun dil yeh mujhe kehta hai
zazbaat naye se mile hai
jane kya asar yeh hua hai
ek aas mili phir mujko
jo kubul kisi ne kiya hai


haan kisi shayar ki ghazal
jo de rooh ko sukoon ke pal
koi mujhko
yun mila hai
jaise banjaare ko ghar

be mausam ki sehar
ya sard mein dopehar
koi mujhko
yun mila hai
jaise banjaare ko ghar

hmmm mmm

jaise koi kinara
deta ho sahara
mujhe woh mila
kisi mod per

koi raat ka taara
karta ho ujalaa
waise hi roshan kare
woh sehar

dard mere woh bhula hi gaya
kuch aisa asar hua

jeena mujhe phir se woh sikha raha

hmm

jaise baarish kar de tar
ya marham dard par
koi mujhko yun mila hai
jaise banjaare ko ghar

be mausam ki sehar
ya sard mein dopehar
koi mujhko
yun mila hai
jaise banjaare ko ghar

muskata yeh chehra
deta hai jo phera
jane kya chupata dil ka samundar
auro ko hardam saya deta hai
woh dhoop mein hai khada khud magar
chot lagi hai use phir kyun mehsus mujhe
ho raha
dil tu bata de iraada tera

mein parinda besabar
tha uda jo dar badar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjaare ko ghar


be mausam ki sehar
ya sard mein dopehar
koi mujhko
yun mila hai
jaise banjaare ko ghar

koi mujhko yun mila hai
jaise banjaare ko ghar
jaise banjaare ko ghar
jaise banjaare ko ghar
jaise banjaare ko ghar


Banjaara - Song Info.

Ek Villain ( 2014 )
Singer: Mohd. Irfan
Music Directors: Mithoon
Lyricists: Mithoon
 Love Song