Rabbaa Lyrics

Are you looking for Rabbaa lyrics form movie Heropanti ( 2014 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Rabbaa sung by our favourite singer Mohit Chauhan. This awesome song written by Kausar Munir and directed by Sajid Ali, Wajid Ali.


thodi thodi kathai si uski ankhein
thodi sur mein bhari

hmm, thodi thodi katha si uski ankhein
thodi surmein bhari
uske hothon pe muskuraye
haye duniya meri
ho.. chakhna bhi chahoon
rakhna bhi chahoon
sabse chupake, usse haye..

rabba rabba
mere rabba rabba
mujhe bas ek jhalak toh dikha
o ho rabba rabba
mere rabba rabba
chahe badle mein le, le tu jaan

ho.. o..

yaaron mein kaise kahoon
kya hua, hosh hai
ab kahin hai kahin yeh hawa
phirta hoon khud ko bhulaye hue
yaad meri mujhe toh dila do zara
bematlab sa, jeeta raha tha
ab mil gayi hai wajah.. haye..

yun toh yeh dil
haan phisalta nahi
mom ki batiyon pe pighalta nahi
naina woh hai na
han sitare hai dau
chand din mein kabhi bhi nikalta nahi
talna bhi chahoon
bujhana bhi chahoon
main un charaagon tale haye

rabba rabba
mere rabba rabba
mujhe bas ek jhalak toh dikha
o ho rabba rabba
mere rabba rabba
chahe badle mein le, le tu jaan

oooo ae..ae...


Rabbaa - Song Info.

Heropanti ( 2014 )
Singer: Mohit Chauhan
Music Directors: Sajid Ali, Wajid Ali
Lyricists: Kausar Munir
 Happy