Tere Mohalle Lyrics

Are you looking for Tere Mohalle lyrics form movie Besharam ( 2013 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Tere Mohalle sung by our favourite singer Mamta Sharma, Aishwarya Nigam. This awesome song written by Nikhat Khan and directed by Lalit Pandit.


khidki se mujhe tanke
saare gali ke baanke

khidki se mujhe tanke
saare gali ke baanke


sab ko lallu bana ke
dil phenka tujh par
hum loot gaye vai aake tere mohalle


kyun lambi haanke
koi na tujhe taanke
kisko lallo bana ke kahti rehti hai phir
ke loot ke vai aake tere mohalle
hum lut ke vai aake tere mohalle
hum loot gaye baby aake tere mohalle
hum lut gaye salma ke tere mohalle
hum sikander hain
apni marzi ke
chutki lage hume yeh dil phansane mein
mere jalwe bhi
beta wo dum hai
nikle sari umar mujhe patane mein
kara lo ji kara lo
dil ki f d kara lo
angutha bhi lagwa lo
dil phenka tujh per
hum lut gaye vai aake ke tere mohalle
hum loot gaye vai aake ke tere mohalle
hum lut gaye
hum lut gaye
hum lut gaye lute gaye lut gaye

hum lut gaye jaana aake tere mohalle
hum lut gaye beauty aake tere mohalle
badi moofat hai
yeh jawaani bhi
darti nahi yeh to bhid jaane se
ho chal kat le tu
kitna phenke hai
zara bhi damm nahi hai tere drame mein
badha lo ji badha lo
relation wa badha lo
naino ke pench lada lo
aa jaao na chhat per
hum lut gaye baby aake ke tere mohalle
hum lut gaye salma ke tere mohalle
khidki se mujhe taanke
saare gali ke baanke
kyun lambi haanke
koi na tujhe taanke
kisko lallo bana ke kahti rahti hai phirr
hum lut gaye vai aake ke tere mohalle

hum lut gaye baby aake ke tere mohalle
hum lut gaye salma ke tere mohalle
deewane hain dilon ko hum to jodenge
na ghar ka tumhe ghat ka na chhodenge
kyun baaz na aati hai kheencha-tani hai
haan hum popular hain apni manmani se

hum lut gaye lut gaye
jaana hum lut gaye
hum lut gaye lut gaye
avai hum lut gaye
hum lut gaye lut gaye
baby hum lut gaye
hum lut gaye lut gaye
zalima lut gaye


Tere Mohalle - Song Info.

Besharam ( 2013 )
Singer: Mamta Sharma, Aishwarya Nigam
Music Directors: Lalit Pandit
Lyricists: Nikhat Khan
 Random