Chugliyaan Lyrics

Are you looking for Chugliyaan lyrics form movie Once Upon A Time Mumbai Dobara ( 2013 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Chugliyaan sung by our favourite singer Javed Ali, Sahir Ali Bagga. This awesome song written by Rajat Arora and directed by Pritam.


yaar mera mera

mera yaar yaar mujh mein
mera pyaar pyaar tujh mein

mera yaar yaar mujh mein
mera pyaar pyaar tujh mein

mujhse kho gaye haan
mujhse kho gaye ho tum
teri yaadon mein haan
teri yaadon mein main gum

hanste
mujhpe din mere
raatein hi hain jo karti hain chugliyaan

mera yaar yaar mujh mein
mera pyaar pyaar tujh mein

mera yaar yaar mujh mein
mera pyaar pyaar tujh mein


o yaara tere naal ankhiyaan
lagiyaan ki aisiyaan
saaijiyaan mohabbataan pakiyaan ki mere peechhe
ishq payaan
hai dil mera thirak gaya

o yaara tere naal ankhiyaan
lagiyaan ki aisiyaan
saaijiyaan mohabbataan pakiyaan ki mere peechhe
ishq payaan
hai dil mera thirak gaya


ho khwab dekhe tere
jaage jaage maine
neendon pe pehra hai tera

raat katein taare
ginte hue saare
chand mein chehra hai tera
raaton ki saza ho
subah ka nasha ho tum
teri yaad
mein haan teri yaad mein main gum
hanste
mujhpe din mere

raatein
hi hai jo karti hain chugliyaan
mera yaar yaar mujh mein
mera pyaar pyaar tujh mein
mera yaar yaar mujh mein
mera pyaar pyaar tujh mein

woh
karenge bahane
milne ke saare
par abb miloge tum kahaan

aayenge choo ke
ghar kab tumhare
aur hum jalenge khaa-ma-kha

sanson mein ghula ho
pyaar ka dhuaan ho tum

teri yaadon
haan teri
yaadon mein main gum
hanste
mujhpe din mere
raatein
hi hain jo karti hain chugliyaan

mera yaar yaar mujh mein
mera pyaar pyaar tujh mein
mera yaar yaar mujh mein
mera pyaar pyaar tujh mein

o yaara tere naal ankhiyaan
lagiyaan ki aisiyaan
saaijiyaan mohabbataan pakiyaan ki mere peechhe
ishq payaan
hai dil mera thirak gaya

o yaara tere naal ankhiyaan
lagiyaan ki aisiyaan
saaijiyaan mohabbataan pakiyaan ki mere peechhe
ishq payaan
hai dil mera thirak gaya

ho rul paave jaave mangda ya rang gajra laga ke mushkil
yaadon mein gaane vaane gaake peecche
ishq payaan
hai dil mera thirak gaya
yaar
mera


Chugliyaan - Song Info.

Once Upon A Time Mumbai Dobara ( 2013 )
Singer: Javed Ali, Sahir Ali Bagga
Music Directors: Pritam
Lyricists: Rajat Arora
 Love Song