Rabba Main Kya Karoon Lyrics

Are you looking for Rabba Main Kya Karoon lyrics form movie Rabba Main Kya Karoon ( 2013 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Rabba Main Kya Karoon sung by our favourite singer Raj Pandit, Vidhi Sharma, Benny Dayal. This awesome song written by Amitabh Bhattacharya and directed by Salim Sulaiman.


haye rabba rabba

yara bade dil dariya hai yeh chahatein
zindhgi ka ek zariya hai yeh chahatein
liki huyi ek jugni si tasveer pe
badla sa nazariya hai yeh chahatein
gumpo mein nadiyaan hai
lamho mein sadiyaan hai
nazren utharu ya sazda karoon
rabba main kya karoon

haye rabba main kya karoon
haye rabba..
yara bade dil dariya hai yeh chahatein
zindhgi ka ek zariya hai yeh chahatein
ek vansi ke chingari se jal uti
sapnon ke phuljadiyaan hai ye chahatein
gumpo mein nadiyaan hai
lamho mein sadiyaan hai
nazre utharu ya sajda karoon
rabba main kya karoon

haye rabba main kya karoon
haye rabba
armaan pagal hai zara
ambar ke baadal ki tarah
tal rahe baarish mein
apni hi dhun mein dil chala
douda sa bhaaga man chala
koi kwahish mile
iske khayalon ki
apni hi duniya hai
usme jiyu ya phir
tauba karoon
rabba main kya karoon

haye rabba main kya karoon
haye rabba


Rabba Main Kya Karoon - Song Info.

Rabba Main Kya Karoon ( 2013 )
Singer: Raj Pandit, Vidhi Sharma, Benny Dayal
Music Directors: Salim Sulaiman
Lyricists: Amitabh Bhattacharya
 Happy