Kashmir Main Tu Kanyakumari Lyrics
Are you looking for Kashmir Main Tu Kanyakumari lyrics form movie Chennai Express ( 2013 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Kashmir Main Tu Kanyakumari sung by our favourite singer Sunidhi Chauhan, Arijit Singh, Neeti Mohan. This awesome song written by Amitabh Bhattacharya and directed by Vishal Shekhar.
tana tana tan tana tana tan
na na na na na tana tan na na na na na
chipak chipak ke chalti hain
kabhi kabhi do raahein
jude jude kuchh aise ke
laga ho jaise gum
double double hoti thi
jo kabhi kabhi takleefein
kisi ke sang mein chalne se
hui half se kam
ho tera mera mera tera tera mera mera tera kissa atrangi
kabhi kabhi chalti hai
kabhi kabhi rukti kahani bedhangi
kashmir main tu kanyakumari
north south ki kat gayi dekho doori hi saari
kashmir tu main kanyakumari
fifty fifty har situation mein hissedari hey hey
tana tana tan tana tana tan
naa naa naa naa naa taanaa tan naa
ek taraf to jhagda hai
sath phir bhi tagda hai
do kadam chalte hain to lagta hai aath hain
do tarah ke flavour
sau tarah ke tewar
dar badar firtein hain ji
phir bhi apni thaath hai
kabhi kabhi chale seedhe
kabhi mud jaayein
kabhi kabhi kahin tootein
kahin jud jaayein
hum sham sahar ke
chaaron pahar ke
mood mein dhal jaayein
kashmir main tu kanyakumari
uttar ne dakshin ko aflatoon aankh mari
kashmir tu main kanyakumari
tel bechne jaaye to phir yeh duniya saari hey hey
main zara sa puncture to
tu hawa ke jaisi hai
sath ho to pahiye taqdeeron ke tight hon
bulb ban jaloon main
aur tu switch ban jaaye
bhaad mein jaaye duniya
apni batti light ho
kabhi kabhi chale seedhe
kabhi mud jaayein
kabhi kabhi paidal
kabhi udd jaayein
hume dekh zamane walon ki chahe naak sikud jaayein
kashmir main tu kanyakumari
halke fulke packet mein dekho mushkil bhaari
kashmir tu main kanyakumari
hindi mein gustakhi hai to english mein sorry
chipak chipak ke chalti hain
kabhi kabhi do raahein
jude jude kuchh aise ke
laga ho jaise gum
double double hoti thi
jo kabhi kabhi takleefein
kisi ke sang mein chalne se
hui half se kam
ho tera mera mera tera tera mera mera tera kissa atrangi
kabhi kabhi chalti hai
kabhi kabhi rukti kahani bedhangi
kashmir main kashmir main
tu kanyakumari
north south ki kat gayi dekho doori hi saari
kashmir tu kashmir tu
main kanyakumari
fifty fifty har situation mein hissedari
tana tana tan tana tana tan
naa naa naa naa naa taanaa tan naaaa
Kashmir Main Tu Kanyakumari - Song Info.
Chennai Express ( 2013 )Singer: Sunidhi Chauhan, Arijit Singh, Neeti Mohan
Music Directors: Vishal Shekhar
Lyricists: Amitabh Bhattacharya
Happy
Lyric By Movies
Lyric By Category