Mat Aazma Re Lyrics

Are you looking for Mat Aazma Re lyrics form movie Murder 3 ( 2013 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Mat Aazma Re sung by our favourite singer K.K. This awesome song written by Sayeed Quadri and directed by Pritam.


mat aazma re..
phir se bulaa re..
apnaa banaa le..
hoon bekaraar..

tujhko hi chaahaa..
dil hai yeh karta..
haan betahashaa.. tujhse hi pyaar..
hasratein baar baar baar baar yaar ki karo

khwahishein baar baar baar baar yaar ki karo
chaahatein baar baar baar baar yaar ki karo
mannatein baar baar baar baar yaar ki karo...
hum zaar zaar rote hain

khud se khafa bhi hote hain..
hum yeh pehle kyun na samjhein tum fakht mere
dil ka karaar khote hain
kahaan chain se bhi sote hain..

humne dil mein kyun bichaaye shaq yeh gehre
hasratein baar baar baar baar yaar ki karo
khwahishein baar baar baar baar yaar ki karo
chaahatein baar baar baar baar yaar ki karo

mannatein baar baar baar baar yaar ki karo...
ooooo.....
tere hi khwab dekhna teri hi raah taakna
tere hi waaste hai meri har wafaa..

teri hi baat sochna teri hi yaad odhna
tere hi waaste hai meri har duaa..
tera hi saath maangna
teri hi baah thaamna

mujhe jaana nahi kahin tere bina..
tu mujhse phir na roothna
kabhi kahin na chootna
mera koi nahi yahaan tere siwaa...

hasratein baar baar baar baar yaar ki karo
khwahishein baar baar baar baar yaar ki karo
chaahatein baar baar baar baar yaar ki karo
mannatein baar baar baar baar yaar ki karo...

ooooo.....


Mat Aazma Re - Song Info.

Murder 3 ( 2013 )
Singer: K.K
Music Directors: Pritam
Lyricists: Sayeed Quadri
 Love Song