Raat Ka Nasha Lyrics

Are you looking for Raat Ka Nasha lyrics form movie Asoka ( 2001 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Raat Ka Nasha sung by our favourite singer Chitra K S. This awesome song written by Gulzar and directed by Anu Malik.


raat ka nasha abhi
aankh se gaya nahin
tera nashila badan
baahon ne chhoda nahin
aankhen to kholi magar
sapna woh toda nahin haan
wohi woh wohi
saason pe rakha hua tere hoton ka
sapna abhi hai wahi
raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin
tere bina bhi kabhi tujhse
machal leti hoon karvat badalti hoon to
sapna badal leti hoon
tera khayal aaye to balkhake
pal jaata hai paani ke chaadar tale
dum mera jal jaata hai haan
wohi woh wohi saason pe
rakha hua tere hoton ka
sapna abhi hai wahi
raat ka nasha abhi
aankh se gaya nahin
tere gale milne ke
mausam bade hote hain
janmon ka vaada koi
yeh gham bade chhote hain
lambi si ek raat ho lamba sa
ek din mile bas itna sa
jeena ho milan ki ghadi
jab mile haan wohi bas
wohi saason pe rakha hua
tere hoton ka sapna abhi hai wahi
raat ka nasha abhi aankh se gaya
nahin


Raat Ka Nasha - Song Info.

Asoka ( 2001 )
Singer: Chitra K S
Music Directors: Anu Malik
Lyricists: Gulzar
 Love Song