Sunn Raha Hai Lyrics

Are you looking for Sunn Raha Hai lyrics form movie Aashiqui 2 ( 2013 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Sunn Raha Hai sung by our favourite singer Ankit Tiwari. This awesome song written by Sandeep Nath and directed by Ankit Tiwari.


apne karam ki kar adaayein
yaara yaara yaara
yaara

mujhko iraade dede
kasme de wade de
meri duaaon ke
isharon ko sahare de
dil ko thikaanein de
naye bahaanein de
khawabon ki barishon ko
mausam ke paimane de
apne karam ki kar adaayein
kar de idher bhi tu nigaahein

sun raha hai na tu
ro raha hoon main
sun raha hai na tu
kyun ro raha hoon main
sun raha hai na tu
ro raha hoon main
sun raha hai na tu
kyun ro raha hoon main

manzile
ruswaa hain
khoya hai raasta
aaye le jaaye
itni si iltaja
yeh meri zamanat hai
tu meri amaanat hai

haan
apne karam ki kar adaayein
kar de idher bhi tu nigahein

sun raha hai na tu
ro raha hoon main
sun raha hai na tu
kyun ro raha hoon main

waqt bhi thahra hai
kaise kyun ye hua
kaash tu
aise aaye
jaise koi dua

tu rooh ki rahat hai
tu meri ibaadat hai
apne karam ki kar adaayein
kar de idher bhi tu nigaahein

sun raha hai na tu
ro raha hoon main
sun raha hai na tu
kyun ro raha hoon main

yaaaraaaa


Sunn Raha Hai - Song Info.

Aashiqui 2 ( 2013 )
Singer: Ankit Tiwari
Music Directors: Ankit Tiwari
Lyricists: Sandeep Nath
 Sad