Dilkash Dildaar Duniya Lyrics
Are you looking for Dilkash Dildaar Duniya lyrics form movie Aashayein ( 2010 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Dilkash Dildaar Duniya sung by our favourite singer Shaan, Tulsi Kumar. This awesome song written by Kumaar and directed by Pritam, Shiraz Uppal, Salim-Sulaiman.
tere baghair tarpa karain
tere baghair sapne rootha karain
maana ke hai duniya haseen
tere baghair duniya ham kya karain
dilkash dildaar duniya, tera deedaar duniya
ham jo na paeyn tujh ko, to hai bekaar duniya
[2]
tere baghair beronaqi
tere baghair khushiyan, ham kya karain
mausam sabhi hain dard ke
tere baghair aur yeh tanha karain
dilkash dildaar duniya, tera deedaar duniya
ham jo na paeyn tujh ko, to hai bekaar duniya
[2]
dhoop pheeki lage, din udaasi bhara
shaam rookhi lage, haal yeh hogaya
jaagte ham rahain, karwaton se kahain
khuwaab hi wo koi dhoond laeyn naya
neendain meri baaghi huwi
tere baghair raatain ab kya karain
o bekhabar, o beqadar
tere baghair har pal bikhra karain
dilkash dildaar duniya, tera deedaar duniya
ham jo na paeyn tujh ko, to hai bekaar duniya
Dilkash Dildaar Duniya - Song Info.
Aashayein ( 2010 )Singer: Shaan, Tulsi Kumar
Music Directors: Pritam, Shiraz Uppal, Salim-Sulaiman
Lyricists: Kumaar
Random
Lyric By Movies
Lyric By Category