Raabta (Siyaah Raatein) Lyrics

Are you looking for Raabta (Siyaah Raatein) lyrics form movie Agent Vinod ( 2012 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Raabta (Siyaah Raatein) sung by our favourite singer Arijit Singh, Hamsika, Joi. This awesome song written by Amitabh Bhattacharya and directed by Pritam.

faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke
bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke
khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera
saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke

kuch toh hai tujhse raabta
kuch toh hai tujhse raabta
kaise hum jaane hume kya pata
kuch toh hai tujhse raabta
ab kya hai kehna, humko hai rehna
jannatein bhula ke teri baahon mein mein panah leke

sa ni pa di na sa..

meharbaani jaate jaate mujh pe kar gaya
guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya
tere nazara mila, roshan sitaara mila
takdeer ka jaise koi ishaara mila

roothi hui khwaishon mein thodi si sulah leke
aaya tu khamoshiyon mein, baaton ki chirah leke
khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera
saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke
faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke
bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke
khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera
saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke
kuch toh hai tujhse raabta
kuch toh hai tujhse raabta
kaise hum jaane hume kya pata
kuch toh hai tujhse raabta
ab kya hai kehna, humko hai rehna
jannatein bhula ke teri baahon mein mein panah leke
faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke
bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke

i feel it inside
don't know why
i feel it inside

Raabta (Siyaah Raatein) - Song Info.

Agent Vinod ( 2012 )
Singer: Arijit Singh, Hamsika, Joi
Music Directors: Pritam
Lyricists: Amitabh Bhattacharya
 Random