Rab Ka Shukrana Lyrics

Are you looking for Rab Ka Shukrana lyrics form movie Jannat 2 ( 2012 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Rab Ka Shukrana sung by our favourite singer Mohit Chauhan. This awesome song written by Sayeed Quadri and directed by Pritam.


tu hai ab jo baahon mein, qarar hai
rab ka shukrana
saanson mein hai nasha, khumar hai
rab ka shukrana
tu hi ab mera deen hai, imaan hai
rab ka shukrana
mera kalma hai tu, azaan hai
rab ka shukrana
(rab ka, shukrana)

tu mila toh sab mila
ab kisi se kya gila
tujhme simtu, aa main bikhru
teri baahon mein
tu mila toh sab mila
ab kisi se kya gila
tujhme simtu, aa main bikhru
teri baahon mein, fanaa ho jaaun main
tu hi ab duniya meri, jahaan hai
rab ka shukrana
khwabon ki khayalon ki udaan hai
rab ka shukrana
tu hi ab mera deen hai, imaan hai
rab ka shukrana
mera kalma hai tu, azaan hai
rab ka shukrana

sab se ho jaaun pare, jo ishaara tu kare
ab toh rehna hai tujhi mein
gumshuda hoon main
sab se ho jaaun pare, jo ishaara tu kare
ab toh rehna hai tujhi mein
gumshuda hoon main
ho teri baahon mein
jazbon ka toh naya bayaan hai
rab ka shukrana
naya rutba nayi shaan hai
rab ka shukrana
tu hi ab mera deen hai, imaan hai
rab ka shukrana

mera kalma hai tu, azaan hai tu
rab ka shukrana


Rab Ka Shukrana - Song Info.

Jannat 2 ( 2012 )
Singer: Mohit Chauhan
Music Directors: Pritam
Lyricists: Sayeed Quadri
 Random